Tag: Bollywood

  • Famous Dialogues from Movie – Haider (2014)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Haider released in year 2014 Dil ki agar sunu toh hai, dimag ki toh hai nahi … jaan loon ki jaan doon, main rahoon ki main nahi by Shahid Kapoor categorised in World & Universe and also in Shayari, Life——- Darya bhi main, darakht bhi main…

  • Famous Dialogues from Movie – Baby (2015)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Baby released in year 2015 Mil jaate hai kuch officers hum mein todhe pagal, todhe adhiyal … jinke dimaag mein sirf desh aur desh bhakti ghumti rehti hai … yeh desh ke liye marna nahi chahte, balki jeena chahte hai … taki aakhri saans tak desh…

  • Famous Dialogues from Movie – Kuch Kuch Locha Hai (2015)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Kuch Kuch Locha Hai released in year 2015 Bottle aur aadmi ka rishta pehda hone se lekar marne ke baad tak ka rehta hai … pehda hone pe kaunsi bottle milti hai … doodh ki … uske baad school mein kaunsi bottle milti hai … water…

  • Famous Dialogues from Movie – Hero (2015)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Hero released in year 2015 Pyar karne waale kabhi darte nahi … joh darte hai woh pyar karte nahi categorised in World & Universe and also in Romance——- Ishq ne bahut logon ko nikamma bana diya hai yeh toh suna tha … magar tujhe toh gaddar…

  • Famous Dialogues from Movie – Hate Story 3 (2015)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Hate Story 3 released in year 2015 Kisi bhi ladai mein haarta woh nahi joh girta hai … balki woh joh girke uthta nahi hai by Sharman Joshi categorised in World & Universe and also in Inspiration, Defeat & Failure——- Ek vaishya bhi sex ke paise…

  • Famous Dialogues from Movie – Global Baba (2016)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Global Baba released in year 2016 Desh do hi log chalate hai … mahatma aur Gandhi … mahatma woh jinke gunahon ka koi saboot na ho by Ravi Kishan categorised in World & Universe and also in Money, Crime——- Yeh Global Baba ka kal kya hoga…

  • Famous Dialogues from Movie – Sultan (2016)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Sultan released in year 2016 Khud ko Shahrukh Khan samjhe hai ke? … Shahrukh ka mazaak mat udhao … manne bahut pasand hai … jab woh ladki ke aankh mein aankh daalke dekhe hai na toh andhi ladki bhi patt jaave hai by Salman Khan categorised…

  • Famous Dialogues from Movie – M.S. Dhoni : The Untold Story (2016)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie M.S. Dhoni : The Untold Story released in year 2016 Mujhe yakeen hai ki sirf shehar chote hote hai, wahan ke log aur unke khwaab nahi … mujhe yakeen hai aadmi ka kadh uske iraadon se naapa jaata hai … mujhe yakeen hai naseeb ki baat…

  • Famous Dialogues from Movie – Befikre (2016)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Befikre released in year 2016 Hum kyun nahi ek doosre ko I love you jaisi stupid baatein bolenge … Kyun ki phir sab emotional ho jaata hai, senty ho jaata hai aur masti ka the end ho jaata hai by Ranveer Singh categorised in World &…

  • Famous Dialogues from Movie – Ekkees Toppon Ki Salaami (2014)

    Collection of some famous & popular dialogues from movie Ekkees Toppon Ki Salaami released in year 2014 Udaan pankhon se hoti na toh mor sabse ooncha udhta … udaan hoti hai hausalon se by Anupam Kher categorised in World & Universe and also in Inspiration, Animals & Birds——- Imaandari ka raasta pathrila zaroor hai ……