Famous Dialogues from Movie – Zubeidaa (2001)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Zubeidaa released in year 2001

Ab ke hum bichre toh shayad kabhi khwabon mein mile … jis tarah sookhe hue phool kitaabon mein mile

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Dreams, Flowers & Trees
——-

Chehra mera tha, nigaahein uski … khamoshi mein bhi woh baatein uski … mere chehre pe ghazal likhti gayi … sher kehti hui aankhen uski

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Poem, Romance
——-

Prem ki aag dono taraf lagi ho toh jalti rehti hai … varna bhuj jaati hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Prem ke do hi roop hote hai … kisi ko apna kar lena ya kisi ka ho jaana

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Hamari zindagi ke do pehlu hai … ek adhikar ka doosra kartavya ka … ek ke bina doosra mumkin nahi

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Sau chaand bhi chamkenge toh kya baat banegi … tum aaye ho toh is raat ki aukaad banegi

by Manoj Bajpai
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Zubeidaa (genre: Drama) from 2001, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *