Famous Dialogues from Movie – Zakhm (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Zakhm released in year 1998

Meri pehchaan tum dono ki zindagi mein ek zakhm hai

by Pooja Bhatt
categorised in World & Universe
and also in Drama, Food & Drinks, House
——-

Duniya ka koi bhi dharm … ek bete ko apni maa ki aakhri ichcha poori karne se nahi rok sakta

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Parents, World & Universe
——-

Maa aur mulk badle nahi jate

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Parents
——-

Jab bura waqt aata hai na … insaan ko apne kadh se ooncha sochna chahiye

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Time, Inspiration
——-

Aakhri waqt pe toh dushman bhi saath deta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Aandhi jab chalti hai na … toh haath chhodne ka nahi, haath thaamne ka waqt hota hai

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Weather, Time, Drama
——-

Arey bewakoof, kuve ka pani peena hai toh jaake kuve pe pee … ghar mein kyun kuva khod raha hai tu?

categorised in World & Universe
and also in Comedy, Food & Drinks, House
——-

Hamari zindagi hamari hote huye bhi hamesha hamari nahi hoti hai … hum mein woh zindagi bhi jeeni padti hai jise jeene ki log humse umeed karte hai

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Baat dushman ne kahi hai … par baat bilkul sahi hai

by Avtar Gill
categorised in World & Universe
and also in Enemy

In case there are some dialogues missed from the movie Zakhm (genre: ) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *