Famous Dialogues from Movie – Yuvvraaj (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Yuvvraaj released in year 2008

Main characterless zaroor hoon … lekin itna bhi less nahi

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

I am a bad boy … thoda sa ziddi, thoda sa awara, thoda sa pagal, thoda sa nakara … yani total milake I am a bad boy

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kagaz ke tukdon se parivar nahi khade hote hai … dil ke rishton se hote hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Family, Drama
——-

Maafi maangne waale do kisam ke log hote hai … ek joh maafi maangkar galti dobara nahi repeat karte hai … aur doosre joh ke maafi maangkar aage ki ladai ke liye tayaari karte hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, War & Battle
——-

Partners hisaab kitaab ka rishta rakhte hai, naap tol ka rishta rakhte hai … lekin bhai ishwar ka diya hua rishta hai

by Zayed Khan
categorised in World & Universe
and also in Business, Drama
——-

Rishtey bina hai jis tarah, saaye bina aadmi … dil ki kisi dori se hai, bandha hua aadmi … lamba safar umar ka hai, tanha guzarta nahi … sar par agar dhoop na ho, saaya utarta nahi … dil ka yeh sikka chal jaane de … rishta yeh rishta pak jaane de

categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance, Life
——-

Akele peeye toh aadmi dear ho jaye … saath peeye toh aadmi near ho jaye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Yuvvraaj (genre: Musical, Drama, Romance, Family) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *