Famous Dialogues from Movie – Yeh Hai Mumbai Meri Jaan (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Yeh Hai Mumbai Meri Jaan released in year 1999

Yeh mat bhool ki chamakta suraj andhere ki kook se hi nikalta hai … thandi hawa ka mazaa paseena aane ke baad hi aata hai … dukh, gham, pareshani tere raaste ki rukavat nahi … teri manzil ka raasta hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Sadness
——-

Jeeti hui baazi haari nahi jaati … imaan ke taange par koi sawari nahi aati

by Chunky Pandey
categorised in World & Universe
and also in Shayari, War & Battle, Truth & Honesty
——-

Yahan lakhon logon ke karodon sapne hai … kuch sache, kuch jhoote … kuch ban gaye, kuch toote

categorised in World & Universe
and also in Dreams, Truth & Honesty, Lies & Cheating
——-

Yeh ghadi sanam tere bina katti nahi … tere chehre se meri nazar hatti nahi

by Twinkle Khanna
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Time
——-

Ek doosre se aage badne ki jaldbaazi mein aur apni manzil tak pahunchne ki maramaari mein … hum apne manzil ke kareeb tak shayad pahunch jaate hai … magar apne aap se door ho jaate hai

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Sab hai char din ki chandni, yeh riyasate yeh wazarate … mujhe us fakir ki shaan de, ki zamana jiski misaal de

by Chunky Pandey
categorised in World & Universe
and also in Shayari

In case there are some dialogues missed from the movie Yeh Hai Mumbai Meri Jaan (genre: ) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *