Famous Dialogues from Movie – Welcome Back (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Welcome Back released in year 2015

Apun pe joh haath dalta hai … apun uski phaad dalta hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Aapki sharafat ke chakkar mein main kayde mein hoon … varna ab tak mere khud ke do char Al-Qaiday hote

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bachpan se bhaag hi raha hoon … pehle school se bhaaga … bhook lagi toh roti churakar bhaaga … bhai bana toh police se bachkar bhaaga … jahan behetna tha wahan bhaaga, jahan chalna tha wahan bhaaga … jahan bhaagna tha wahan kutte ke maafit bhaag hi raha hoon … apun ki aakhi life bhaagne mein hi nikal gayi

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Police, Animals & Birds
——-

Mobile uska, sim apun ka … tu beech mein missed call dene waala kaun … behen uski, byah apun ka … tu beech mein taang adhane waala kaun

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Marriage & Wedding, Comedy
——-

Bhai muh-bola ho ya sagaa … apun ke pyar ke beech aaya toh beech se hi cheer dalega

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Duniya mein do hi cheezon ki keemat hai … ek zameeno ki, doosri kameeno ki

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jab Ajju bhai maarne pe aata hai toh gender nahi dekhta hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Arre yeh saale Majnu bhai patthar khane waale kaam karte hai … khud ko toh Laila milti nahi … aur jisko mil-rehli hai us mein bhi fingerbaazi

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Logon ki maa-behan hoti hai … aapki baap-behen ho gayi hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Adult, Rowdyism
——-

Bhagwan ka diya hua sab kuch hai … daulat hai, shauhrat hai, izzat hai

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

206 haddiyon ko 2006 tareeke se todhne ka experience hai apun ka

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Jab baat ek shareef aadmi ki izzat ki aati hai na … toh usse bada gunda koi nahi hota

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Mooh se awaaz nikaali toh body se jaan nikaal doonga

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Rishta upar waala banata hai … neeche waale taang adhate hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Aaj kisses … kal misses

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jis umar mein aapko haqeemo ke saath hona chahiye … us umar mein haseeno ke saath … not good

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bangkok waala character hoke Haridwar waala feel mat de

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy
——-

Aaj tak hum log shareef nahi ho paaye … yeh kya ghanta hoga!

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Biwi bhi ek ajeeb tarah ki pehli hai … saal bhar miya ko pareshan karke jeene nahi deti … aur Karva Chauth ka vrat rakh ke marne nahi deti

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Comedy
——-

Doobara haath lagaya toh haath todhunga baad mein … ukhaadunga pehle

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Hukum ka ekka aur Ajju bhai ka mukka … jahan pada game khatam

by Neeraj Vora
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Dye karne ki umar mein ladai karne nikle hai

by Dimple Kapadia
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Upar waale ne ek din inki life mein aaisa piece bheja … joh two piece pehne huye tha

categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Comedy
——-

Aye chalte huye gas ke gubbare

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Welcome Back (genre: Romance, Comedy) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *