Famous Dialogues from Movie – Victoria No. 203 (1972)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Victoria No. 203 released in year 1972

Kali dekhi thi, ab gulzar hai tu … churi dekhi thi, ab talwar hai tu

by Ashok Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Flowers & Trees, Comedy
——-

Duniya bhi kitni ajeeb jagah hai … jinhe hum chor, gunda aur badmaash kehte hai … woh insaaniyat ke liye daulat ko thukra dete hai … aur jinhe hum nek, shareef aur baizzat kehte hai … woh daulat ke liye ek bachche ko apne baap se alag kar dete hai

by Navin Nischol
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Money, Drama
——-

Kahin bhi apna thikana nahi is zamane mein … na aashiyane ke bahar, na aashiyane mein

by Ashok Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, House
——-

Jhamela char din ka tha, hawali they mawali they … Sikandar jab gaya duniya se, dono haath khali they

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Beta rayees ka magar jangju bhi hai … daulat ke saath saath, ladai ki khubhi bhi hai

by Ashok Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action
——-

Badalkar fakeeron ka hum bhes Ghalib … ahle-e-tamasha ke dekhte hain karam

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Laayi hayaat aaye, qazaa le chali chale … apni khushi na aaye, na apni khushi chale

by Ashok Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Death
——-

Woh kaali kaali botalein joh hai sharaab ki … arre raatein hai in mein band hamare shabaab ki

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Victoria No. 203 (genre: Drama) from 1972, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *