Famous Dialogues from Movie – Veeru Dada (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Veeru Dada released in year 1990

Mohabbat ek aaisa amrit hota hai … ki jiski ek boond bhi agar tumhare jism mein utar jaye … toh yeh duniya tumhe sabse zyada khoobsurat nazar aayegi

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Romance, World & Universe
——-

Main tujhe aaisi maut maroonga … ki marne ke baad tera bejaan jism mere naam se kaanpega

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action, Death
——-

Aurat ke husn ka nishana kabhi khali nahi jaata

categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Mera baap ne mera naam Gulanand aaisi hi nahi rakha … joh log mere saath anand se pesh aate hai … unhe main gulab ki khushboo deta hoon … aur joh log mere saath khroad se pesh aate hai … unhe main gulab ke kaanton ki tarah chubne par majboor ho jaata hoon

by Sadashiv Amrapurkar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Flowers & Trees
——-

Jab tak is jag mein paap ka raj hai … tab tak Jagraj hai

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, World & Universe
——-

Mere kanne chakku hai!

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Veeru Dada (genre: Action, Drama, Adventure) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *