Famous Dialogues from Movie – Veer (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Veer released in year 1995

Main ek pindari hoon … ladna hamara karm hai, aur jeetna hamara dharm … chahe woh desh ke liye ho, ya pyar ke liye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Action, Victory & Success
——-

Rajputana khoon mein itna ubaal hai … ki agar aanch lag jaaye toh gori chamdi kaali padh jaaye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main mere desh ke liye jaan de sakta hoon … aur pyar ke liye jaan le sakta hoon

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Romance
——-

Jahan se bhi pakadta hoon … paanch ser gosht nikaal leta hoon

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Kisi kisi chere par muskaan bahut achchi lagti hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Kamzoron par taqat aazmana … kamzoron ki taqat hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Agar mere desh ki taraf kisi ne aankh bhi uthayi … toh Veer itni tabahi machayega joh aakaal aur bhukamp bhi nahi macha payenge

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Action
——-

Kamaan se nikla teer … aur zabaan se nikli baat kabhi wapas nahi aati

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aaj har lamha ek jeevan ki tarah jeeyenge

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Hum sirf angrezon ka khoon peete hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Hamara desh ek sone ki chidiya hai, jise aap log bech-bechkar, bech-bechkar apne pet mein dharna chahte ho … phat jayega pet, mooh mein nahi aayegi chidiya … kyun ki ab woh chidiya baaz ban chuki hai … joh aapko noch-nochke, noch-nochke kha jayegi

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Animals & Birds, Drama
——-

Inhe sirf todna aata hai bhook ke naam par, lalach ke naam par, bhasha ke naam par … aur hum mein sirf batna aata hai dharm ke naam par, jaat ke naam par, raj ke naam par, raja ke naam par

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Religion & God
——-

Pindari ka haath … haath nahi loha hota hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Action

In case there are some dialogues missed from the movie Veer (genre: Action) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *