Famous Dialogues from Movie – Tyaag (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tyaag released in year 1977

Purani zameen, purana makaan aur purana dost … jitna zyada purana ho jaye … utna hi zyada yaad aata hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Friendship, House
——-

Waqt padne par aadmi jhoot bhi sach ki tarah bolta hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Aadmi har darr se bhaag sakta hai … lekin apne aap se nahi

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Arre kha le na yaar, kha le … khali pet toh bhagwan ka naam bhi pet mein dard karta hai

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Religion & God
——-

Insaan marta aur jeeta sirf apne khayalon mein hai … varna maut jaisi toh koi cheez hi nahi hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Death, Inspiration
——-

Main zindagi mein kadve se kadva sach bardaash kar sakta hoon … lekin meethe se meetha jhoot nahi

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating
——-

Duniya mein kuch kaam aaise hote hai jinhe karne ke liye bhagwan insaan banata hai … aur woh insaan utne hi bade hote hai, jitna bada bhagwan khud hota hai

by Sulochana Latkar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Aadmi bure se bure aadmi ka yakeen kar sakta hai … lekin aurat zaat par bharosa nahi kar sakta

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Women

In case there are some dialogues missed from the movie Tyaag (genre: ) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *