Famous Dialogues from Movie – Tum Haseen Main Jawaan (1970)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tum Haseen Main Jawaan released in year 1970

Bhagwan ki bhi kya leela hai … kisse kiska saath kahan chhuda deta hai aur kahan mila deta hai

by Iftekhar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Tumhe dekhte hi mere dil ka diwala aaisa nikal gaya hai jaise kisi satodiya ka nikal jaata hai … aur mere jeevan ka karobar poora beh gaya hai … yeh tabhi chalega jab tum apne prem ka finance mujhe dogi

by Dhumal
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Business, Romance
——-

Haath bhi diya, zubaan bhi di, dil bhi diya … ab haath chhodana nahi, zubaan se phirna nahi, dil todna nahi

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tumhe dekhne ke pehle mera dil is aaine ki tarah bilkul kora tha … jabse tumko dekh liya tumhari tasveer is dil ne kheench li

by Dhumal
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Bhagwan aur chahe kuch banaye … par aadmi ko pagal na banaye

by Rajendra Nath
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Comedy
——-

Ladkiyan do tarah ki hoti hai … ek tumhare jaisi jiske aate hi ghar mein ujala ho jaata hai … aur doosri woh jiske jaate hi ghar mein diwala ho jaata hai

categorised in World & Universe
and also in House, Women
——-

Yeh badi badi aankhen, yeh rasile honth, yeh gora gora rang … jism hai ki samundar ki leheren … yahan uthti hui, yahan girti hui, yahan uthti hui, yahan girti hui … jee chahta hai bas dekhta hi rahoon

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Tum Haseen Main Jawaan (genre: Romance) from 1970, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *