Famous Dialogues from Movie – Tu Chor Main Sipahi (1996)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tu Chor Main Sipahi released in year 1996

Azaadi ka nasha sabse bada nasha hota hai … usse bada koi nasha nahi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Tumhare dil ke jail mein umar bhar ke liye qaid ho gaya hoon … chahkar bhi yahan se riha hone ka koi chance nahi … aur tumhari zulfon ki zanjeeron mein is tarah jakad gaya hoon … ki agar chahon bhi toh usse todh nahi sakta

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Ek din woh aaisa hungama karega aur unka blood pressure itna bad jayega … ki sirf pressure hoga, blood nahi hoga

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Insaan apni umar se, apne aaude se chota bada ho sakta hai … lekin haqeeqat mein insaan apni bahaduri se, apne kaam se chota bada hota hai

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Courage
——-

Kanoon kabhi kisi ke samne sar jhukane nahi jaata … balki bade bade mujrim aur soorma kanoon ke aage adab se sar jhukane khud aate hai

by Saif Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Thief & Criminal

In case there are some dialogues missed from the movie Tu Chor Main Sipahi (genre: Comedy, Drama) from 1996, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *