Famous Dialogues from Movie – Tirangaa (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tirangaa released in year 1992

Apna toh ussool hai … pehle laat, phir baat, uske baad mulaqat

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hamari zabaan bhi hamari goli ki tarah … dushmanon se seedhe baat karti hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Hum aankhon se soorma nahin churate … hum aankhen hi chura lete hain

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Inspiration
——-

Na talwaar ki dhaar se, na goliyon ki bauchaar se … banda darta hai toh, sirf parvar digaar se

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action, Religion & God
——-

Hum tumhe woh maut denge … joh na to kisi kanoon ki kitaab mein likhi hogi … aur na hi kabhi kisi mujrim ne soochi hogi

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Death, Law & Order, Thief & Criminal
——-

Yeh toh laal mirch hai teekhi teekhi … haath lagao toh haath jale … mooh lagao toh mooh jale … dil lagao toh dil jale

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Food & Drinks
——-

Maratha marta hai yah maarta hai

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Yeh commando bada khatarnaak hai … tumhara baap hai

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Police, Comedy
——-

Apna toh ussool hai … pehle mulaqat, phir baat, aur phir agar zaroorat pare toh laat

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tujhe aaisi maut maroonga … ki teri paapi atma agle saat janam tak, kisi doosre shareer mein ghusne ke pehle kaanp uthegi

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Kaunsa kanoon, kaisa kanoon … yeh kanoon toh chand mujrimon ki rakhail ban behta hai

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Thief & Criminal, Drama
——-

Hum kisi se bhi, kisi waqt bhi, kahin bhi mil sakte hain … hamara jab dil chahe

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Joh bhaari nah ho … woh dushmani hi kya

by Raaj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Enemy
——-

Sache police ki ya toh maut hoti hai … ya toh suspend kiya jaata hai

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Police, Death, Drama
——-

Pandra sau ki naukri karne waala … ek din tujhe dedh sau ka kafan pehnayega

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Money, Job & Career
——-

Yeh Delhi bas mooh hai is liye batar-batar karti rehti hai … yeh karna hai, yeh hona chahiye, hum mein dikhana hai … bas dil ko tasalli dene ke liye achcha lafz hai Delhi

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Politics

In case there are some dialogues missed from the movie Tirangaa (genre: Action) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *