Famous Dialogues from Movie – The Killer (2006)

Collection of some famous & popular dialogues from movie The Killer released in year 2006

Kuch banne ke liye sapne dekhna zaroori hota hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Dreams
——-

Joh log waqt barbaad karte hai … waqt unhe barbaad kar deta hai

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Badhe sheharo ki hawa aur chote sheharo ka pani … bada khatarnak hota hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy
——-

Pistol ki thandi nali jab kanpatti pe lagti hai na … tab zindagi aur maut ka fark samajh mein aata hai

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Action, Life, Death
——-

Do cheezein mujhe pasand nahi hai … garmi ka mahina aur AC mein pasina

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Weather
——-

Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai … aakhir is dard ki dawa kya hai?

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Sati Savitri ke door ke rishtey ki cousin

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Truth & Honesty
——-

Har din, ek pal, ek lamha aaisa hota hai … jab rab sabki baat sunta hai … aur sochi hui baat sach ho jaati hai

by Avtar Gill
categorised in World & Universe
and also in Time, Inspiration
——-

Aur kya dekhna baaki hai … aapse dil laga ke dekh liye

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Sharma gaye, lajja gaye, daaman chhuda gaye … aye ishq marhaba, woh yahan tak toh aa gaye

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Aankhon mein kuch nammi si hai … chup chup se woh behte hai … nazuk si nighaon mein nazuk sa fasana hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Poem, Romance
——-

Parda nahi jab koi khuda se … bandho se parda karna kya

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie The Killer (genre: ) from 2006, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *