Famous Dialogues from Movie – The Don (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie The Don released in year 1995

Mere us aakhri gunah ke baad tumhe sabooton aur gawahon ke jhamele mein nahi padna padega … kyun ki us din gunahgar Deva khud banega aur gawah bhi Deva hi banega … jurm bhi mera hoga aur sazaa bhi main tay karoonga … apne gale mein sooli bhi daloonga aur jallad bhi main hi khud banooga

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Crime, Law & Order
——-

Deva ki adalat mein sazaa jitni der se milti hai … maut utni hi dardnak hoti hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Law & Order, Death
——-

Meri pistol mein ek adalat bethti hai … kartoos ko sirf gunahgar ke taraf jaane ki ijaazat hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Action
——-

Main tumhe us darje ka gunahgar maanta hoon … ki ek hi jagah rehkar, ek hi waqt tum dus gunah kar sakte ho

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Crime
——-

Kuch reet jagat ki aaisi hai … har ek subah ki shyam hui … tu cheez hai kya, tera naam hai kya … Rekha, Hema tak yahan badnaam hui

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Is waqt tum jis glass ke andar khade ho … woh bulletproof zaroor hai, lekin patthar proof nahi

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tum gaye kya jag hua andha kuaan … rail chhuti reh gaya keval dhuaan

by Kunika
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Transportation, Comedy
——-

Tumhe chaubees ghante ki mahulat di … jeena chahte ho toh aakar mujhe us aadmi ka naam bata dena … varna tumhari is bachi-kuchi zindagi ko pacheesva ghanta dekhna naseeb nahi hoga

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Time, Life, Rowdyism
——-

Mere farz mein itna faulaad hai … ki us mein pistol bhi ban jayegi aur hathkadi bhi

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Police, Job & Career
——-

Usse kahin kuch ho gaya toh saara khoon kheenchkar teri nasson mein itna barood bhar doonga … ki tu zindagi bhar jalta rahega

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action, Life
——-

Joh maachis teeli ki aag mein haath jala behette hai … unhe suraj ki aag se hookah nahi sulghana chahiye

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie The Don (genre: ) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *