Famous Dialogues from Movie – Thakshak (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Thakshak released in year 1999

Sach ke liye har keemat chuka sakne ki himmat mujhe tumse mili hai … tumhe kho sakne ki himmat bhi mujhe tumse mili hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Courage, Drama
——-

Mujhe khushiyon se bahut darr lagta hai

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Happiness
——-

Ek anbani si muskaan ke peeche dard ki karaah sunai de toh bhi … yeh sunheri tanhayi jazbaaton se takraake bikhar jaaye toh bhi … hum kuch nahi bolenge, kuch nahi bolenge, kuch nahi bolenge

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Poem, Sadness
——-

Taqat, bandook ki nali se ubharti hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Joh goli se jeeta hai … woh goli se marta bhi hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mere andar kuch tootne lagta hai jab main hinsa hote huye dekhti hoon

by Tabu
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Gun sirf gun nahi hoti … aurat hoti hai, taqat hoti hai

by Rahul Bose
categorised in World & Universe
and also in Action, Women
——-

Hindustan unka hai jinke haath mein pistol hai … shehar se gaon tak pistol ki hukumat chalti hai, pistol ka samvidhaan chalta hai, pistol ka kanoon chalta hai

by Rahul Bose
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama, Law & Order
——-

Aurat ke aasooyon se talwar mein zang lag jata hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Darro mat … main Mahatma Gandhi nahi hoon

by A. K. Hangal
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Agar waqt ke saath nahi chalenge to raund diye jayenge

categorised in World & Universe
and also in Time, Inspiration
——-

Apne sapnon ko sachchai mein badalne ke liye pehli shart hai … aapke haath mein gun

by Rahul Bose
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Thakshak (genre: Drama) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *