Famous Dialogues from Movie – Tezaab (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tezaab released in year 1988

Pyar toh rahega … uske dil mein nafrat ki tarah aur mere dil mein nasoor ki tarah

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Ab meri baat dhyan se sunle … varna zindagi bhar kisi ki baat sunne ke layak nahin rahega

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Nasik ho yah Bambai … ladkiyan ladkiyan hoti hai, patane ka tarika aana chahiye … pyar kiya nahin jaata, karvaya jaata hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy, Romance
——-

Agar main tere liye mar sakta hoon … toh tujhe maar bhi sakta hoon

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Action
——-

Lotia jab deta toh ehsaan nahin karta … aur jab leta hai toh lihaaz nahin karta

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Aadmi ko sirf rishtey rokte hain … aur mera koi rishta nahin

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kabhi kabhi rooh jism se zyada taqatwar hoti hai

by Annu Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh haath rishwat lete lete aur apne farz ke saath gadaari karte karte ghis jaate hain … un mein belt istamaal karne ki kya uthane tak ki taqat nahin hoti

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Drama
——-

In dono haathon ko milana hi meri zindagi ka maqsad hain … aur zaroori hua toh meri maut ka maqsad bhi

by Annu Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Drama
——-

Uska aur mera toh khoon ka rishta hai … khoon uska, chaku mera

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Chhodna mat … pakadke rakh!

by Chunky Pandey
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jab duty tafri ban jaye aur juari vardi se darne ki bajah vardi ke saath behetkar jua khelne lage … toh dav par chand sikke nahin … mulk ki kismat bhi lag jati hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Luck & Destiny, Drama
——-

Tumne apna raasta aur pesha bhale hi badal liya ho … main ab bhi usse raaste par chal raha hoon aur mera pesha bhi wahi hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tujh jaise desh drohiyon ko kanoon ke pairon par jhukane ke liye … na vardi ki zaroorat hai aur na hi is pistol ki … mere desh ke naujawanon ke sirf do haath hi kaafi hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Action, Law & Order
——-

Aankh ke badle aankh, haath ke badle haath, jaan ke badle jaan … aur bhai ke badle behen

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Family, Action
——-

Mera farz sirf gunahgaron ko rokne ka nahin … balki gunah rokne ka bhi hai

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Thief & Criminal, Crime

In case there are some dialogues missed from the movie Tezaab (genre: Action, Romance) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *