Famous Dialogues from Movie – Tejasvini (1994)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tejasvini released in year 1994

Gundon ko police officer bante mat dekhna … sharif aadmiyon ko jail mein sadte huye mat dekhan … desh ke tukde hote huye mat dekhna … magar cricket zaroor dekhna

categorised in World & Universe
and also in Police, Patriotism, Sports & Games
——-

Main khata hoon vegetarian aur kaam karta hoon non-vegetarian

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Food & Drinks
——-

Aapke paas AK-47 hongi, AK-56 hongi, hazaaron ton RDX hoga … magar sirf is dande ke darr se aap jaise log nakli passport banwakar jab ek desh se doosre desh bhaagte phirte hai … toh bhaagne ke liye lakhon meel dharti bhi kam padti hai

by Vijayashanti
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Chote mote gunaah karoge toh aaise hi kanoon se darte rahoge … bade gunaah karoge toh bade bade logon ke saath naam judh jayega, TV par interview honge aur badi badi magazino ke cover page par aaoge … press tumhe hero bana degi

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Crime, Comedy
——-

Fight bullets with ballots!

by Vijayashanti
categorised in World & Universe
and also in Politics, Inspiration
——-

Meri zindagi meri nahi hai … mere Hindustan ki hai … aur mera Hindustan aap jaise gaddaron ki zindagi se tang aa chuka hai

by Vijayashanti
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Life
——-

Sipahi shaheed ki maut marta hai aur gunda kutte ki maut

by Vijayashanti
categorised in World & Universe
and also in Death, Patriotism, Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Tejasvini (genre: Action, Drama, Family) from 1994, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *