Famous Dialogues from Movie – Tawaif (1985)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tawaif released in year 1985

Hum kahan aaise ki soche koi … tumne socha toh yeh ehsaan hua

by Rati Agnihotri
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Kothe ki dehleez par aag hoti hai … us par pair rakhte hi ladki ki izzat jal jaati hai … aur woh izzatdar se tawaif ban jaati hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Duniya mein har aurat ek bikau maal hai … woh chahe toh ghar mein bikke, chahe bazar mein … kabhi woh paise ke liye bikti hai, kabhi ghar grahasti ke liye … kahin woh khud bikti hai apni marzi se, kahin woh bech dali jaati hai

by Poonam Dhillon
categorised in World & Universe
and also in Women, House, Money
——-

Pehli baar jana ki chudi bhari kalaiyon ka matlab suhaag hota hai … pehli baar jana ki subah ghar se nikle mard ke lautte kadamo ki aahat sunane ki koshish ko intezar kehte hai … pehli baar jana ki biwi kehlane se hi aurat ke jism mein rooh padti hai

by Rati Agnihotri
categorised in World & Universe
and also in Women, Husband & Wife, Marriage & Wedding

In case there are some dialogues missed from the movie Tawaif (genre: Comedy, Drama, Romance, Family) from 1985, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *