Famous Dialogues from Movie – Taqdeer Ka Badshah (1982)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Taqdeer Ka Badshah released in year 1982

Yeh goli teri maut bhi ho sakti thi … lekin hum tujhe itni aasaan maut dekar apne inteqam ko halka nahi karna chahte

by Suresh Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Action, Death
——-

Main ki main ko chhod de … main na kisi ki hove … joh marzi bhagwan ki … woh tere sang sajoye

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Religion & God, Poem
——-

Shaastra sirf padhne aur sunane ke liye reh gaye hai … amal ke liye jis dharam aur karam ki zaroorat hai … usse insaan khud apne haathon se banata hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama, Education, Religion & God
——-

Maut ka ek waqt hota hai … na woh pal bar pehle aa sakti hai, na pal bar baad

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Death, Time
——-

Kutte ke aage haddi aur gareeb ke aage paisa … jab daal diya jaata hai toh woh dumm hilane lagta hai

categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Money

In case there are some dialogues missed from the movie Taqdeer Ka Badshah (genre: ) from 1982, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *