Famous Dialogues from Movie – Takkar (1995)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Takkar released in year 1995

Udaasi ka sirf ek sur hota hai, jisse pakadkar main jeeti rahi hoon … aur gusse ka bhi ek hi sur hota hai, jisse pakadkar tum jee rahe ho … magar zindagi mein saat sur hote hai … kya hum in saaton suron ko pakadkar nahi chal sakte

by Sonali Bendre
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Life, Drama
——-

Tum agar saath ho toh kisi cheez se darr nahi lagta … darrta hoon toh sirf tumhe khone se

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Nafrat ki is duniya mein mohabbat shayad sabse bada jurm hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Crime, World & Universe, Romance
——-

Bhayanak sapno ko bhool jaana … achchi baat nahi

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama
——-

Aap hasti hai … toh ghungroo bajhte hai

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Romance, Music, Comedy
——-

Bahut auratein dekhi jinke liye jaan di jaa sakti hai … pehli baar ek aaisi ladki dekhi jiske liye jaan li jaa sakti hai

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Women, Life, Romance
——-

Mard ki zillat aurat ke balatkaar se zyada sharamnak hoti hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Men, Women, Drama
——-

Halaat insaan ko shaitaan bana deta hai … magar devta nahi

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Seedhe ghar jaoge yah … haspatal hokar jaoge

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Police na kisise mohabbat karti hai, na nafrat karti hai … hum sirf duty karte hai

by Shafi Inamdar
categorised in World & Universe
and also in Police, Job & Career
——-

Dimaag kharch karne se … dimaag kam nahi hota

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bachchon mein zid achchi lagti hai, auraton mein shaandar lagti hai, badshahon mein bereham lagti hai … magar iski yeh zid kaisi hai reh?

by Mohan Joshi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dard itna meetha bhi ho sakta hai … yeh aaj pata chala

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Takkar (genre: Drama, Action, Crime) from 1995, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *