Famous Dialogues from Movie – Taare Zameen Par (2007)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Taare Zameen Par released in year 2007

Duniya mein aaise aaise heere paida huye hai, jinhone sari duniya ka naksha hi badal diya … kyun ki yeh duniya ko apni alag nazar se dekh paaye

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Inspiration
——-

Khayal karna bahut zaroori hai … is mein ilaaj ki shakti hai … ek marham hai jisse dard mitta hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Har bachche ki apni khoobi hoti hai, apni kaabiliyat hoti hai, apni chahat hoti hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Joh dikhta hai humko lagta hai, hai … aur joh nahi dikhta humko lagta hai, nahi hai … lekin kabhi kabhi joh dikhta hai, woh nahi hota … aur joh nahi dikhta, woh hota hai

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Gyan toh gyan hota hai … chahe woh zabaani ho ya likhit

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Education, Drama
——-

Patri se hatkar bahut kam log soch paate hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apni ambitions ka wajan apne bachcho ke nazuk kandhon pe daalna … it’s worse than child labour

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bahar ek beraham competitive duniya basi hai … aur is duniya mein sabhi ko apne apne gharon mein toppers aur rankers ughaane hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Education, Drama
——-

Edison bhai ki roshni hum par padhti rahe

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Padhne likhne ke liye aksharon ki awaaz, unki banavat, shabdon ka matlab samajhna zaroori hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Education

In case there are some dialogues missed from the movie Taare Zameen Par (genre: Drama) from 2007, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *