Famous Dialogues from Movie – Swarg (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Swarg released in year 1990

Khana hai toh chaata bhi kha lo … magar byaj ke saath vapas karo

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Gareeb ka gareeb se toh woh rishta hota hai … joh bhai ka bhai se nahi hota … bete ka baap se nahi hota

by Satish Kaushik
categorised in World & Universe
and also in Family, Drama
——-

Yeh kursi bhi bewafaa mehbooba ki tarah hai … aaj iski toh kal uski

by Bharat Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Politics, Lies & Cheating
——-

Der se uthna sehat ke liye buri baat hoti hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Bhagwan toh hamesha bhagwan hi rehta hai … uski har haal mein puja ki jati hai … chahe woh apne bhakt ko sukh de yah dukh

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Happiness, Sadness
——-

Duniya mein gareeb pehda hona koi jurm nahi, koi paap nahi … magar gareeb marna sabse bada jurm hai, sabse bada paap hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Drama, Crime
——-

Duniya ka koi insaan bura aadmi nahi hota … koi aadmi apni maa ke pet se bura pehda nahi hota … koi chor apni khushi se chori nahi karta … koi daaku apni khushi se daaka nahi dalta … koi tawaif apni khushi se apna jism nahi bechti … waqt aur halaat insaan ko bura banne pe majboor kar dete hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Time, Happiness, Thief & Criminal
——-

Jab tak swarg mein devta nahi hota … swarg, swarg nahi hota hai

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Gareeb ki kismat us par kuch dino ke liye meherbaan toh ho sakti hai … magar hamesha ke liye savar nahi sakti

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Bahadur ko uski bahaduri fasati hai … aur darpok ko uska dar

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Drama, Courage
——-

Agar rishwat lete huve pakde jao … toh rishwat dekar choot jao

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Dushmani karo toh dushman ko raaste ka bhikhari bana do … taaki woh haath failaye, haath utha na sake

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Uparwaale ki lathi mein awaaz nahi hoti

by Govinda
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Ek door ka chacha hai aur ek mooh boli bhabhi … door ka chacha mujhse door hi rehta hai … aur mooh boli bhabhi kabhi mujhe mooh nahi lagati

by Satish Kaushik
categorised in World & Universe
and also in Family, Comedy
——-

Kahi apne begaane ho jaate hai … aur kahi begaane apne ho jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Saanp aur imaandar aadmi dono ek saath mil jaye … toh pehle imaandar aadmi ko maar daalo

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Truth & Honesty, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Swarg (genre: Drama) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *