Famous Dialogues from Movie – Swades (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Swades released in year 2004

Main nahi manta hamara desh duniya ka sabse mahaan desh hai … lekin yeh zaroor manta hoon … ki hum mein kabliyat hai, taqat hai, apne desh ko mahaan banane ki

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Inspiration
——-

Mann se Raavan joh nikale … Ram uske mann mein hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Inspiration
——-

Hum sab ek doosre ko dosh de rahe hai … jab ki sachchai yeh hai ki … hum sab hi doshi hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Apne hi paani mein pighal jaana barf ka muqaddar hota hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Jab bhi hum muqabale mein dabne lagte hai … tok hum ek hi cheez ka aadhaar lete hai … sanskar, parampara

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Defeat & Failure, Drama
——-

Mere aasuyon ka swad … mere mann ka namak hi samajhta hai

categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Joh kabhi nahi jati, us hi ko jaati kehte hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apni chaukhat ka diya … giving light to neighbor’s house

by Daya Shankar Pandey
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Apne aangan ki bedh doosre ke ghar mein phale phoole toh … ghar ke armaan maati mein mil jaate hai

by Daya Shankar Pandey
categorised in World & Universe
and also in House, Animals & Birds
——-

Sher aur bakri ek ghat par paani nahi pee sakat hai

categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Swades (genre: Drama) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *