Famous Dialogues from Movie – Sunghursh (1968)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sunghursh released in year 1968

Hamara khoon ka rishta zaroor hai … magar ab nibhane ka nahi … sirf khoon bahane ka rishta reh gaya hai

by Sapru
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab tumhari soorat aankhon mein lekar aankhen band karti hoon na … toh phir kholte hue dar lagta hai … kahin tum ojhal na ho jao

by Vyjayanthimala
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Prem ka khel do dhaari talwar hai … iska khiladi kabhi khud bhi ghayal ho jaata hai

by Vyjayanthimala
categorised in World & Universe
and also in Romance, Sports & Games
——-

Tumhare pati ka naam tha Dwarka … maal peeta tha woh pehli dhaar ka … utaara na le neembu ka na achaar ka … phir bhair kaise na badhe bekaar ka

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy, Poem
——-

Kisi ko paap ki drishti se dekhna … maha paap hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Dil ka sauda mehanga ho ya sasta ho … yaar ke lab se gaali khalo baansi ho ya khasta

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Friendship
——-

Dil paya albela maine … tabiyat meri rangeeli … aaj khushi mein maine bhai yahan … thodi si bhaang peeli

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Happiness
——-

Jeevan mein jab bhi koi bada parivartan aata hai toh insaan ka swabhav aaise hi ho jaata hai … kisi anjaan modh par pahunchkar woh … baar baar pichle raaston ki taraf mudhkar dekhta hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Yaar ki mehfil mein kab ki patt chuki gandheriyan … jhadoo lekar aaye hai shayad uthane bediyan

by Deven Verma
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Sunghursh (genre: Drama) from 1968, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *