Famous Dialogues from Movie – Sultan (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sultan released in year 2016

Khud ko Shahrukh Khan samjhe hai ke? … Shahrukh ka mazaak mat udhao … manne bahut pasand hai … jab woh ladki ke aankh mein aankh daalke dekhe hai na toh andhi ladki bhi patt jaave hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh joh tumhari society hai na … is mein aaj bhi ladkiyan ghunghat ke peeche janam leve hai aur wahin mar jaave hai

by Anushka Sharma
categorised in World & Universe
and also in Women
——-

Woh dus maarenge aur tu ek maarega … us ek mein dus ka vazan hoga

by Randeep Hooda
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Sab yeh sochte hai ki hero woh hota hai joh jeetta hai … mera yeh manana hai ki hero woh hai joh haarta hai … kyun ki wohi jaanta hai jeetne ki asli value

by Randeep Hooda
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Kisaan aur pehalwan mein ek hi cheez ek jaise hove hai … woh hai maati

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Job & Career
——-

Agar tune aaj give up kiya … toh shayad bahar se zinda reh jaye … magar andar se mar jayega hamesha ke liye

by Anushka Sharma
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Tere body ki dish purani hai … par channel tanne jawani waale chahiye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Technology & Science
——-

Maine usse ladte huye dekha hai … uske zor mein hosh hai aur hosh mein josh hai … jeetna uska shauk nahi, uski aadat hai … aur harana uski aadat nahi, uska hunar hai … uski aankh mein bijli aur baazu mein dum hai … uska ek daav, dus ke barabar hai

by Parikshat Sahni
categorised in World & Universe
and also in Action, Courage, Victory & Success
——-

Asli wrestler woh nahi hota joh medal uthaye … asli wrestler woh hota hai joh zindagi se lade aur usse haraye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life, Sports & Games
——-

Wrestling koi khel nahi hai … yeh woh dangal hai joh insaan apni zindagi mein apne aap se ladta hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Life
——-

Har kamyaab insaan ke paache ek chori hose … aur haare huye insaan ke paache bhi ek chori hose … par haare huye insaan ke paache koi nahi khada hota

categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Women, Men
——-

Hindustan apno ka, rishton ka, mitti ki value ka desh hai

by Parikshat Sahni
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Yeh haath nahi hatauda hai hatauda … mooh pe pada na … daant popcorn ki tarah bahar aa jayenge

by Anushka Sharma
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Food & Drinks
——-

Izzat aur guroor mein dhaage bhar ka pharak hove hai

by Anushka Sharma
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kahi baar dard ka ilaaj dard hi hove hai

by Anushka Sharma
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Asli pehalwan ki pehchaan akhade mein nahi, zindagi mein hove hai … taki jab zindagi tumhe patke toh tum phir khade ho … aur aaisa daanv maro ki zindagi chitt ho jaye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life, Defeat & Failure
——-

Koi tumhe tab tak nahi hara sakta … jab tak tum khud se na haar jao

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Defeat & Failure
——-

Manne lage hai ki angrezi mein ladki jaldi pate hai … I love you bolo aur uske baad seedha kiss hove hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

Sapne dekhna achchi baat hai … par kahi baar unke peeche daudte daudte na apne peeche choot jaate hai

by Anushka Sharma
categorised in World & Universe
and also in Dreams

In case there are some dialogues missed from the movie Sultan (genre: Drama) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *