Famous Dialogues from Movie – Soldier (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Soldier released in year 1998

Tumhare seene mein joh dil hai woh Hindustani hai … aur Hindustani dil awaara nahi hota … yeh chahta toh sari duniya ko hai, lekin mitta kisi Hindustani par hai

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Romance, Patriotism, World & Universe
——-

Main contract sirf khoon karne ka leta hoon … mohabbat ke khel khelna ka nahi

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Hindustan mein badhe buzurgh … mubarakbad nahi aashirwad dete hai

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tum logon ko na chitta ki aag milegi … na dharti maa ki godh

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan mar jaate hai … magar awaazein kabhi nahin marti

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Main contract lete waqt paisa dekhta hoon … paise dene waale ko nahin

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Money, Business
——-

Joh desh ke liye jaan dete hai woh shaheed kehlate hai … joh desh ke liye jaan lete hai woh kaatil nahi … soldier kehlate hai

by Farida Jalal
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Life
——-

Kaam loafer ke aur baatein soldier ki

by Preity Zinta
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Aaj ke zamaane mein sher sirf do hi jagah hifazat se reh sakte hai … ek circus mein aur doosra chidiya ghar mein

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Mera ussool hai … aadmi khatam, kaam khatam

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Desh ki raksha karne ki shapat lekar desh ko lootne waalo … tumhare jism par is vardi ka hona is vardi ka apmaan hai

by Pankaj Dheer
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Patriotism, Drama
——-

Woh vidhva suhagan se oonchi hoti hai … jiska pati desh ki aan par shaheed hota hai

by Farida Jalal
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Kapde Rita ke aur baatein Sita ki

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Comedy
——-

Suraj ke aakash mein doobne se log nahi soote … sarhado par jab hum jaagte hai, tab desh chain ki neend sota hai

by Pankaj Dheer
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Drama
——-

Josh mein kaam karne waale yah toh mitti ke neeche hote hai … yah lakdiyo ke upar

by Bobby Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Toop aur tanko se khelne waale fauji … police ke tamancho se darra nahi karte

by Pankaj Dheer
categorised in World & Universe
and also in Action, War & Battle, Police

In case there are some dialogues missed from the movie Soldier (genre: Romance, Action, Thriller) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *