Famous Dialogues from Movie – Sirf Tum (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sirf Tum released in year 1999

Kehte hai pyar ki shuruvat pehle na se hoti hai … phir haan tak pahunchti hai

by Sushmita Sen
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Yeh baat itni important nahi hai ke hum kisse pyar kare … balke yeh baat zyada important hai ke humse kaun pyar karta hai

by Mohnish Behl
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Har cheez pehli baar bilkul nayi hoti hai … aur phir dheere dheere uski aadat ho jaati hai

by Sanjay Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hamesha yahi hota hai ki pyar aankhon se shuru hokar dil mein utarta hai … lekin hamara pyar dil se shuru hokar aankhon tak pohchega

by Sanjay Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Duniya mein koi bhi anaath nahi hota … har ek ko apna sukh dukh baatne ke liye koi na koi saathi mil hi jaata hai

by Shagufta Ali
categorised in World & Universe
and also in Drama, Happiness, Sadness
——-

Mera pyar hi mera ghar hai, meri chahat hi meri car hai aur meri pavitrata hi mera bank balance hai

by Sanjay Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, House, Transportation
——-

Mere nazar mein saree ki neeche dikhne waali pairon ki halki si jhalak … skirt ki neeche dikhne waali poori nangi taango se kai zyada dilkash hai

by Sanjay Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Drama
——-

Ghar bada ho ya chota … ghar mein rehne waalo ka dil bada hona chahiye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in House, Inspiration
——-

Aksar logon ki zindagi mein mauka darwaza khat-khata hai … lekin aapki zindagi mein, mauka dil ko khat-khata raha hai

by Mohnish Behl
categorised in World & Universe
and also in Life, Comedy
——-

Pyar dimaag se nahi, dil se kiya jaata hai

by Sanjay Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Joh doosro ko napasand hai, woh mujhe pasand hai

by Tej Sapru
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Sirf Tum (genre: Romance) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *