Famous Dialogues from Movie – Silsila Hai Pyar Ka (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Silsila Hai Pyar Ka released in year 1999

Sachche dil se aur khuli aankhon se dekhe sapne … hamesha sach hote hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama
——-

Apni galati maan kar insaan bada banta hai … apni nazron mein bhi, aur doosron ki bhi

by Dina Pathak
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Prem ka matlab samarpan hota hai … issi liye main aaj, issi waqt apne aap ko tumpar samarpit karta hoon

by Chandrachur Singh
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jab khuli aankhon se aadmi sapne dekhne lage, aur neend mein bhi har pal uske saath guzaare … ussi junoon ko pyar kehte hai

by Dina Pathak
categorised in World & Universe
and also in Romance, Dreams
——-

Jab rishtey judte hai … toh kab, kahan aur kaise jaise labz bemaine ho jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bina bandhan ke rishton ko ayaashi kehte hai

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pyar ko chupana bhi toh pyar hota hai

by Chandrachur Singh
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Sundarta toh mann se pehchani jaati hai

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Awaara lafango ke tarah ghoom kar sirf waqt kaata jaa sakta hai … poori umar nahi

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Life, Time, Comedy
——-

Pyar ki na koi bhasha hoti hai, na hi paribhasha … yeh kab jaagta hai, kab kisse jaga deta hai, yeh toh bhagwan bhi nahi bata sakte

by Dina Pathak
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Joh apne hi pyar se mooh mod le … us kayar ka saath na insaan deta hai, na hi bhagwan deta hai

by Dina Pathak
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Har kamyaab insaan ke peeche kisi na kisi aurat ka haath zaroor hota hai … aur mere liye woh tum ho

by Chandrachur Singh
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Men, Women
——-

Kitne badnaseeb hote hai woh log … jinke apne bhi paraye ho jaate hai

by Karisma Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Family, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Silsila Hai Pyar Ka (genre: Romance) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *