Famous Dialogues from Movie – Shootout at Wadala (2013)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Shootout at Wadala released in year 2013

Badshah ki gali mein aake uska pata nahi poochte … ghulamo ke jhuke hue sarr khud ba khud raasta bata dete hai

by Manoj Bajpai
categorised in World & Universe
and also in Royal, Drama
——-

Shareer mein 206 haddiyan hai, aur samvidhan mein 1670 kanoon … haddi se lekar kanoon sab todhta hoon

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action, Law & Order
——-

Meri bandook se nikli har goli pehle mujhe salaam thokti hai … aur phir mere nishaane ko

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Tujhe izzat ki roti khilaonga uski koi guarantee nahi de sakta … lekin roti ke saath izzat zaroor dilaonga

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Drama
——-

Police ki goli mein itna loha hai, ek baar thokdi na … toh zindagi bhar tere khoon mein iron ki kami nahi hogi

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Police, Action
——-

Itna maroonga ki dard ko bhi samajh nahi aayega ki kaunse zakhm se bahar nikloon

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Doosra mauka sirf kahaniyan deti hai … zindagi nahi

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Jagada tabhi hota hai jab dard hota hai … aur dard tabhi hota hai jab pyar hota hai

by Kangana Ranaut
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jail mein nirdosh aur rundikhane mein nirodh … dono ki koi value nahi hai

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Do waqt ki roti kamata hoon, panch waqt ki namaaz padhta hoon … isse zyada meri zaroorat nahi, aur mujhe khareedne ki teri aukaad nahi

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Food & Drinks, Religion & God
——-

Tum galat karoge, hum rokenge … tum gunaah karoge, hum thokenge

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action, Crime
——-

Tu ya toh maarega ya toh marwayega … marwa diya toh gham nahi … lekin agar maara toh phir hum kisise kum nahi

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Olympic kehlo ka manna hai ki jeet yah haar chhodo, shaan se khelo … apna manna hai ki shaan ki maa ki aankh, yahan jaan se khelo … jaan lo yah jaan do

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Life, Adult
——-

Maafi galatiyo ki hoti hai … gunaaho ki nahi

by Sonu Sood
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Kuch log ithihaas padhte hai kuch padhaate hai … lekin hum ithihaas banane jaa rahe hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Guneghar toh koi bhi ban sakta hai … lekin yeh yaadgar banne ka mauka hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal
——-

Zung hathyaaro ko lagta hai … iraado ko nahi

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Phasal barsaat se ughti hai … badal ke garajne se nahi

by Sonu Sood
categorised in World & Universe
and also in Weather, Drama
——-

Tu agar upar nahi gaya na … toh ek din bahut upar jayega

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Dosti ka koi mazhab nahi hota

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Religion & God
——-

Bandook chalene se pehle bandook sambhalna seekh … nahi toh galat jagah pe phat jayegi

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy, Action
——-

Guru ko bada uska shishya banata hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Education, Drama
——-

Dost aur mauke baar baar nahi aate

categorised in World & Universe
and also in Friendship
——-

Aadmi ko insaan banne se pehle janwar banna parta hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Drama
——-

Jail mein ladna, marna, maarna sab maaf hai … mooh kholna maaf nahi hai

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama
——-

Raftaar tezz na ho toh dushman ki chalayi goli ka kaam aasaan ho jaata hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Action, Enemy
——-

Mujrim maa ke pet pe kam … police station ke gate pe zyada bante hai

by John Abraham
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Police
——-

Bhenchod eklauti aaisi gaali hai joh hamare desh ke har language mein, har culture mein is tarah gul-mili hai … jaise whiskey mein soda

categorised in World & Universe
and also in Adult, Food & Drinks
——-

Saand kitna bhi akela kyun na ho … uski hifazat karne ke liye aaju baju baand zaroor rehte hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Jitna kaatna tha kaat diya … ab kaatne ki baari meri

by Sonu Sood
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Is vardi ka rang khaki kis liye hai pata hai? … kyun ki yeh rang us mitti ka bhi hai jis mein har policewaala milne ke liye bhi aur milaane ke liye bhi tayar hai

by Jackie Shroff
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Police, Drama
——-

Saale mein itna muscle hai ki kisiko bhi masal sakta hai

by Tusshar Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Action
——-

Jeete ji tune kanoon ki itni thukai ki hai … ki aaj tujhe khuda ki khudai bhi nahi bacha sakti

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Action

In case there are some dialogues missed from the movie Shootout at Wadala (genre: Crime, Thriller) from 2013, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *