Famous Dialogues from Movie – Shirdi Ke Sai Baba (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Shirdi Ke Sai Baba released in year 1977

Joh Baba ki taraf ek kadam badata hai na … Baba uski taraf dus kadam badate hai

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Inspiration
——-

Shirdi mera Pandharpur, Shirdi pujya staan … yahin viraje Vithal mere, saavare Ghanshyam … yahin bahe Ganga Jamuna, yahi tirth mahan … pranaam mera sweekar karo Sainath bhagwan

by Manmohan Krishna
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, City & Places, Poem
——-

Jab insaan apne paap ka prayashchit khud karle … toh usse kisi ke reham-o-karam ka mohtaj nahi hona padta

by Sudhir Dalvi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Guru sirf gyan hi nahi deta … balki agyan bhi door karta hai

by Sudhir Dalvi
categorised in World & Universe
and also in Education
——-

Science ka har ek naya experiment, har ek naya tajurba … ek chamatkar hota hai

by Manoj Kumar
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science
——-

Aatma nirodh rakhne ke liye … vishvas aur sanskaron ka hona bahut zaroori hai

by Sudhir Dalvi
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Yaad rakhna bahut aasaan hai … lekin bhoolna bahut bahut mushkil hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sachche dil ki awaaz jab goonjti hai … toh dishayen dol uthti hai

by Sudhir Dalvi
categorised in World & Universe
and also in Drama, Dance
——-

Bachchon ko is bhavna se padha ki woh phoolon se bhi zyada sundar bane, zyada mahek de … aaise guloheen se toh mulk gulistaan banega

by Sudhir Dalvi
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Flowers & Trees
——-

Insaan joh bane, jab bane, yog se bane toh sach hai … swarth aur kamzori ke karan mahatma ka roop bhi dharan kare toh jhoot hai

by Sudhir Dalvi
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating

In case there are some dialogues missed from the movie Shirdi Ke Sai Baba (genre: ) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *