Famous Dialogues from Movie – Sherni (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sherni released in year 1988

Maine tumhari tarah dikhave ke liye sharafat ka chola nahi audh rakha hai … balki farz ki vardi pehani hui hai aur is vardi ka daaman saaf rakhne ke liye main apna khoon tak baha sakta hoon

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Truth & Honesty, Job & Career
——-

Hamari kitaab mein galati ka lafz hi nahi hai … hum galat kare toh sahi kehlata hai aur zulm kare toh insaaf kehlata hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Ek se bhale do, do se bhale chaar … manzil apni door hai, aur rasta karna hai paar

by Jagdeep
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Jin haathon se tune mere bhai ka khoon bahaya hai … un haathon ka woh hashar karoonga ki zindagi bhar un haathon ko phailakar maut ki bheek maangti rahegi … aur maut tere kareeb aane se inkaar karegi

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Jis tarah ghoda dabakar bandook se goli bahar nikaal dete hai … ussi tarah galati manane waale ke sar par haath pherkar hum purani baaton ko dil se nikaal dete hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Sherni (genre: ) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *