Famous Dialogues from Movie – Sheahnaag (1990)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sheahnaag released in year 1990

Maut aur badnaseebi do hi aisi cheezein hai … joh bagair khabar kiye aate hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Death, Luck & Destiny
——-

Maut sabse halki sazaa hoti hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Chinta aur chitta mein sirf ek bindu ka farak hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaano mein kuch log zehreelay saanpo se bhi zyada khatarnak hote hai … aur kuch log devtaon se bhi zyada mann ke sachche aur achche

categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds, Truth & Honesty
——-

Dil mein gandagi lekar paida hone waala insaan … kabhi amar nahi ho sakta

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh pehli saans lene ki choot deta hai … wohi aakhri saans par rok laga sakta hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Joh baap apni beti ko apne faide ke liye istemaal karte hai … usse kothi mein nahi, kothe pe rehna chahiye

by Mandakini
categorised in World & Universe
and also in Parents, House, Drama
——-

Mangalsutra ek aisi cheez hai jiski keemat ek suhagan hi bata sakti hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Ek patni ke liye vidhva bankar jeene se toh achcha hai … ki woh suhaagan ki maut mare

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Women, Drama
——-

Pyar ek aisi cheez hai … aadmi toh aadmi, janwar bhi dost ban jaata hai

by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds
——-

Saanp ka zeher sirf uske daanton mein hi nahi … balke uski phook mein bhi hota hai

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Har aadmi insaan nahin hota

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sansar ka yeh niyam hai ke paapi kabhi amar nahi hote

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Baap ke saath beti ki har vachan shaadi ke mandap mein jal kar raakh ho jaata hai … aur pati ko diya hua vachan shareer ki raakh ho jaane ke baad bhi nibhana padta hai

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Sheahnaag (genre: ) from 1990, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *