Famous Dialogues from Movie – Shaurya (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Shaurya released in year 2008

Border pe marne se zyada bada nasha koi nahin hai

by Kay Kay Menon
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Death
——-

Jab zindagi credit pe chal rahi ho na … toh vastavikta thodi si dhundli ho jaati hai

by Kay Kay Menon
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Dushman sirf border ke uss paar nahin hota … ghar ke andhar bhi hota hai

by Kay Kay Menon
categorised in World & Universe
and also in Enemy, House, Drama
——-

Shaurya sirf kisi ko maar girane ko nahi kehte, shaurya sirf salaami dene ko nahi kehte … shaurya toh hamare bahut andhar hota hai … ek hausla, ek himmat

by Amrita Rao
categorised in World & Universe
and also in Courage, Inspiration, Drama
——-

Jung mein jab shoot karne ka order dete hai toh, kab kahan kaise uska toh pata hota hai magar kyun … fauji ko na yeh batate hai, na usse janane ka haq hota hai

by Javed Jaffrey
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Drama
——-

Gunaah mein hisaab kitaab nahi chalta

by Seema Biswas
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Main hamesha ek second aage rehta hoon

by Kay Kay Menon
categorised in World & Universe
and also in Time

In case there are some dialogues missed from the movie Shaurya (genre: Drama) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *