Famous Dialogues from Movie – Shahenshah (1988)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Shahenshah released in year 1988

Rishtey mein to hum tumhare baap hote hai … naam hai Shahenshah

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Duniya ki koi jagah itni door nahi hai jahan jurm ke paon mein kanoon … apni faulaadi zanjeeren pehna na sake

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Crime, Drama
——-

Shahenshah jahan khade ho jaate hai … wahin darbar lag jaate hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Royal
——-

Main yeh toh jaanta tha ki aurat agar apne makaam se uthe toh devi ban sakti hai … magar yeh nahi jaanta tha ki agar girne pe aaye toh aap jaisi nagin bhi ban sakti hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Tip baad mein dena toh ek rivaaz hai … pehle dena achchi service ki guarantee hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh sachai ka bazaar hai … yahan usool na beche jaate hai … na khareede jaate hai

by Vijayendra Ghatge
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Chaand ko apni chaandni sabit karne ke liye … chiragon ki shahadat ki zaroorat nahi padhti

by Pran
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Desh mein do kanoon nahi ho sakte hai … ek gareebo ke liye, doosra ameero ke liye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama
——-

Aaj sharaab ki lehren baha do … joh bhi aaye tumhare bar mein usse whiskey se nehla do

by Sudhir
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks
——-

Jaan hum tumhari aaisi bhikharan bana denge … ki maut bhi uski jholi mein bheek nahi dalegi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Life, Death
——-

Zakhm dene waala bhi wohi hai, bharne waala bhi wohi hai … insaan toh sirf marham rag sakta hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Joh achcha tairakh hota hai na … woh toofani lehron mein beh nahi jaata … balki unhi lehron ko apni naav bana leta hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Weather, Drama
——-

Shehar mein koi aaisa raasta, koi chowk, koi aasia naka nahi bacha tha … jahan par katilo ne hum par goliyo ki barsaat na ki ho

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action, City & Places
——-

Main kanoon ka baazu nahi khud kanoon banonga … aur aaisa kanoon joh khud mujrimo ko pakdega, khud mukadma sunega … aur unka faisla bhi khud karega

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Thief & Criminal, Drama
——-

Aaj hum tumhare andhar chupe hue tamaam kaale kutte bahar nikalkar … tumhara ghost nochne ke liye tum hi pe chhod denge

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Budhapa jab jawani ka intezaar karta hai … toh bahut intezaar karta hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tumne police ki vardi kahan pehan rakhi hai … yeh toh ek kafan hai joh tumhare zameer ki laash ne pehan rakha hai

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Police, Drama
——-

Tum apni haddi pasliyan achchi tarah ginke rakhna … kahin hawalat ke andhar jaate hue aur hawalat se bahar aate hue … tumhari ginti mein farak na padh jaaye

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Jis din main koi gori titli dekh leta hoon na … mere khoon mein sehkado kaale kutte ek saath bhaukne lagte hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Animals & Birds
——-

Joh baant ke khaate hai … unki sehat achchi aur umar lambi hoti hai

by Sharat Saxena
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Business mein laga hua rupaiya … saanp ke daanto mein phase hue mendhak ki tarah hota hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Business, Money, Animals & Birds
——-

Mujhe malum hota aaisa kalank mere ghar mein pehda hone waala hai … toh main apne nakhoono se apni kok phad dalti

by Rohini Hattangadi
categorised in World & Universe
and also in Drama, House
——-

Har reporter ki tarah meri ragon mein bhi khoon ki jagah roshnai behti hai … aur jab tak woh roshnai behti rahegi … mera kalam sachai likhte hue kaanpega nahi

by Vijayendra Ghatge
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Sachai apna saboot kudh hoti hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Shahenshah (genre: Action) from 1988, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *