Famous Dialogues from Movie – Shaadi No. 1 (2005)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Shaadi No. 1 released in year 2005

Time time ki baat hai, kabhi din hai kabhi raat hai … khatam ho jaye joh coffee ke bina, woh mulaqat koi mulaqat hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Time
——-

Maane ki kasai se dosti karne se murgi nahi bachti … par kasai apna dost ho toh kam se kam pyar se murgi toh katti hai

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Friendship
——-

Plane time par hai, economy ki seat hai … badlo bhes aur chalo pardes

by Satish Shah
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Comedy
——-

Dhoodh ka mazaa tab aata hai jab us mein ho elaichi, badam aur pista … jab dil se dil mil jaate hai toh ban jaata hai bhai behen ka rishta

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-

Shaadi ke pehle pyar bahut zaroori hai … kyun ki shaadi ek gaadi ki tarah hai … jitna zyada chalao utna better andaza hota hai ki kab dhakka dekar start karna hai

by Aarti Chhabria
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Transportation, Comedy
——-

Iodex lagane se theek hoti hai moch, B-Tex lagane se theek hoti hai khujli … dil lagane nikle joh pati, usse maarke current gira deti hai bijli

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Husband & Wife, Comedy
——-

Tu jab bhi aaise hasa hai … hum mein se koi na koi phasa hai

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jodiyan banana toh upar waale ka kaam hai … lekin unhe salamat rakhna neeche waale ka kaam hai

by Javed Khan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Mera jaisa chocolate hero action thodi na karega … entry maroonga late, tab tak action karega mera duplicate

by Sharman Joshi
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Action
——-

Dhood ke phatne se banti hai malai … suit ke phatne se hoti hai silai … bhoot ke darr se phatte jiski, uski toh rab hi kare bhalai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Horror, Food & Drinks
——-

Kya farak padta hai Daler ho ya Udhas … show ka mazaa aayega jab aap ho hamare paas

by Sharman Joshi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Comedy
——-

Eent ka jawab patthar … gudh ka jawab shakkar … aur sajan ko sabak sikhana ho toh chalao dooja chakkar

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-

Jab ghar pe ho sakta hai zukaam ka ilaaj toh kyun dhoonde kisi doctor ka address … ki farak penda hai ki ilaaj kare Munnabhai ya M.B.B.S

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Is Madhuri ke saath ek do teen karne ka mauka mile na … toh koi ek kya, do teen biwiyon ko bhi dokha dede

by Sharman Joshi
categorised in World & Universe
and also in Dance, Lies & Cheating, Husband & Wife
——-

Honi ko kaun taal sakta hai … joh hona hai wohi hoga … bachche ke diaper jitne bhi badalo … geela toh woh karega bichauna

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Agar meri jagah koi Laxman Prasad bhi hota … toh is Rekha ke saath laxman rekha paar kar deta

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Gaye the dubane Titanic par na duba sake ek bhi naiyya … misaal hi maarte reh gaye hamare Lucky bhaiya

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Shayari, Comedy
——-

Yeh andha kanoon likhega kab tak meri kahani … ek haath mein yeh kaala coat, doosre mein jawani

by Sharman Joshi
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Clothes & Shoes, Shayari
——-

Daag jaisa ho kameez pe, woh nikalta hai Nirma ya Rin se … joh aaya hai karke mooh kala, woh nikalta hai dustbin se

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Clothes & Shoes, Comedy
——-

To win matches you have to take great catches

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Shaadi actually bilkul chicken masale ki tarah hai … table pe sajane se pehle chak lo … toh pata chal jaata hai ki chicken kitna naram hai aur kitna garam

by Sophie Choudry
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Food & Drinks, Adult
——-

Katghare mein khada yeh aadmi ek aaisa pati hai … jiska bas chalta toh shaadi ke din apne patni ko mangalsutra ka dhaaga nahi, Kamasutra ki copy deta … joh chahta hai ki har subah uski patni Ramayan ka paath nahi, vatsyayan ka paath pade

by Soha Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Adult, Husband & Wife, Marriage & Wedding
——-

Shaadi salwar kameez ke suit ki tarah hoti hai … khareedne se pehle try karna chahiye yeh dekhne ke liye ki suit kitni hoti hai

by Riya Sen
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Clothes & Shoes
——-

Shaadi ek sandal ki tarah hoti hai … pehle se agar woh ghis jaye toh baad mein sirf maarne ke kaam aati hai

by Soha Ali Khan
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Clothes & Shoes
——-

Gas ho jaye khatam toh jala lo chula … shehar mein swayamvar kyun kare jab bagal mein ho dulha

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Marriage & Wedding, Comedy
——-

Shaadi ek mango ki tarah hoti hai … waqt se pehle pak jaye toh baad mein ras ke bajaye aachaar banana padta hai

by Ayesha Takia
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Food & Drinks, Time
——-

Bahut ho gayi pyar ki acting, bahut gaa liye duet … ab jis kaam ke liye main tumhe yahan laya hoon na, just do it

by Satish Shah
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

When Spiderman is here … have no fear

by Zayed Khan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Shaadi ek nariyal ki tarah hoti hai … pehle se hi malai kha lo toh baad mein sirf pani reh jaata hai

by Esha Deol
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Food & Drinks
——-

Jab cycle pe behto ho toh chalana padta hai pedal … agar duniya mein aaye ho toh punya karo, ki fayda cheque aur medal

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Shayari, Inspiration
——-

Is Dimple ke dimples dekhkar … pyar ki acting karna aur bhi simple ho gaya

by Zayed Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jiski ek biwi uska bhi bada naam hai … washing machine ghar te lalo, te dhobi da ki kaam hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Shayari, Comedy
——-

Raat ko halwa khakar karenge jalwa … aur raat ko phir ice-cream khakar … I scream then you scream

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Adult
——-

Hum sab panchi ek dhaal ke … dhaage ek rumaal ke … dimple ek gaal ke

by Zayed Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Animals & Birds, Clothes & Shoes
——-

Sita Ram, Radhe Kishan yeh misaalen hai bhagwan ki … insaano ki agar deni hai misaal toh dena Shaadi No. 1 ki

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Marriage & Wedding, Shayari
——-

Aaj raviwar hai is liye tum log bach gaye ho … lekin yeh na samjho ki roz Sunday hai … aaj Ghasitaram ke pedhe khalo … kal se toh khane Lakhwinder ke dande hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Jab dhoonde mard biwi ke saath bahar waali ko rakhne ka bahana … toh reh jaata hai bilkul akela holding a banana

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Adult, Husband & Wife, Food & Drinks
——-

Ek mahine se toh hai sookha, na jaane kahan saavan ki chhadi hai … andar khatiya padi hai, bahar khatiya khadi hai

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Weather, Comedy
——-

Chaukidar kare chaukidari, wafaadari toh kutta bhi karta hai … joh kare biwi se bewafai, usse wafaa toh kutta bhi nahi karta hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds, Lies & Cheating
——-

Titanic kab ki doob chuki hai varna us mein bithakar pyar se bhejta yeh bhaiya … train ki ticket book ho chuki hai, biwi ghar se nikal de na toh chale jaana karte ‘Chaiyya Chaiyya’

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Dance, Shayari
——-

Jaise kamino ki pechaan jail mein piste hue chakki ko hoti hai … vaise apne jijo ki pehchaan Lakhwinder Singh Lakha urf Lucky ko hoti hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Yeh ghar hai ya veerana … na aadmi, na uski jaat ka thikana

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Choona jamke padna chahiye, chahe paan ho Banaras ya Kolkate ka … saboot tagda hona chahiye, chahe thank you bolna pade kisi bhi ullu de pathe da

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, City & Places, Food & Drinks

In case there are some dialogues missed from the movie Shaadi No. 1 (genre: Comedy, Romance) from 2005, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *