Famous Dialogues from Movie – Sarfarosh (1999)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sarfarosh released in year 1999

Phool khilte hai, bahaaro ka samaa hota hai … aaise mausam mein hi toh pyar jawan hota hai … dil ki baaton ko hooton se nahi kehte … yeh fasaana toh nighahon se bayaan hota hai

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Poem, Romance
——-

Kuch hosh nahi rehta, kuch dhayan nahi rehta … insaan mohabbat mein insaan nahi rehta

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Main apne mulk ko apna ghar samajhta hoon

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, House
——-

Dawa bhi kaam na aaye, koi dua na lage … mere khuda kisiko pyar ki hawa na lage

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Hamare ghav bahut gehre hai … woh itni aasani se nahin bharne waale

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Drama, Sadness
——-

Milte hi nazarein dil milaya nahi jaata … aagaaz ko anjaam banaya nahi jaata

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Tum jaise log dushman hote hain sari insaaniyat ke

by Aamir Khan
categorised in World & Universe
and also in Enemy
——-

Ek baar zabaan dene ke baad agar kal ko kuch ho gaya na … toh main teri zabaan kheench loonga … phir tu kisiko jaan toh de payega, lekin zabaan nahi de payega

by Govind Namdeo
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Phir kabhi kisi Salim se mat kehna … yeh mulk uska ghar nahi

by Mukesh Rishi
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Religion & God
——-

Aapke mehmaan hai toh hum inke kadardaan hai

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Guest
——-

Arre janaab, aaj kal toh music companyon ko ghazal ki dhun bhi disco jaisi chahiye

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Music, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Sarfarosh (genre: Action, Thriller) from 1999, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *