Famous Dialogues from Movie – Sanam (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sanam released in year 1997

Yeh prem rog bada khatarnak rog hota hai … iska ilaaj toh sirf ussi ke paas hota hai jis insaan ko prem ho jaata hai … varna yeh aisi jaan leva bimari hai … ke iska ilaaj toh kisi vaid ke paas bhi nahi hota

by Aanjjan Srivastav
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Zindagi imtihan leti hai aur joh aadmi us imtihan mein first aata hai … woh asli hero kehlata hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Jab tum paas hoti ho toh waqt kitni jaldi guzar jaata hai … aur jab tum nahi hoti ho toh waqt kaate nahi kat’ta

by Vivek Mushran
categorised in World & Universe
and also in Time

In case there are some dialogues missed from the movie Sanam (genre: Romance) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *