Famous Dialogues from Movie – Saathiya (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Saathiya released in year 2002

Ladki ko bhagake laane mein ek bahut bada faida hai … ladki baar baar maa baap ke paas jaane ki dhamki toh nahi degi

by Tinnu Anand
categorised in World & Universe
and also in Parents, House, Comedy
——-

Tum dua karo apne liye … agar usse kuch bhi hua na toh main tumhe nahi chhodunga

by Vivek Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mardon ka asli rang shaadi ke baad pata chalta hai … shaadi se pehle train ho, bus ho, bheedh ho har jagah gale padh jaate hai … aur shaadi ke baad gale lagate hue bhi sharm aati hai

by Rani Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Men, Marriage & Wedding, Transportation
——-

Itne saare log aur itni kam akal

by Vivek Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

In do minute ke liye toh main do janamon tak bhi intezaar kar sakta hoon

by Vivek Oberoi
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Karz tumhara aur farz hamara?

by Satish Shah
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Agar main fail ho gayi toh mujhe hi taye pe talogi tum

by Rani Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Education, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Saathiya (genre: Drama, Romance, Culture) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *