Famous Dialogues from Movie – Saathi (1968)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Saathi released in year 1968

Joh kho diya uska gila nahi mujhe … joh kabhi pa saka tha bas uska naaz hai

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zindagi ki khushi duniya ko pa lene mein nahi … apne aap ko kho dene mein hai

by Simi Garewal
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Life, Inspiration
——-

Zindagi ki asli khushi doosron ko khush karke haasil ki jaati hai

by Vyjayanthimala
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Happiness, Life
——-

Insaan yaadon ke sahare nahi, umeedon ke sahare jeeta hai … log mitt jaate hai, zindagi nahi mitati … woh hamesha aage badti rehti hai, kisi naye sahare ke umeed mein

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Jawani ka mausam zindagi bhar nahi rehta … jab tak hai aao dhoom machate hai

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Wahin hai duniya, wahin hai swarg mera … jahan tum ho, jahan tum ho, jahan tum ho

by Vyjayanthimala
categorised in World & Universe
and also in Romance, World & Universe

In case there are some dialogues missed from the movie Saathi (genre: Romance, Drama) from 1968, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *