Famous Dialogues from Movie – Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Saas Bhi Kabhi Bahu Thi released in year 1970

Har saas yeh bhool jaati hai ki woh bhi kabhi bahu thi … aur har bahu yeh bhool jaati hai ki usse bhi ek din kisi ki saas banna hai

by Sanjay Khan
categorised in World & Universe
and also in Family, Drama
——-

Maya Devi toh meri bachpan ki saheli hai … hum ek doosre ke naakhun tak pehchante hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Comedy
——-

Meri zabaan se ughla hua zehar bhi amrut ban jaata hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan jab aadmiyon se mayoos ho jaata hai … toh phir kutte aur billiyon se pyar karne lagta hai

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Hai Ram kya waqt aa gaya hai … maa ki shiksha ka amrut bhi beti ko zehar lag raha hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Parents, Time, Drama
——-

Kavita toh atma ki khuraakh hoti hai … achcha sher sunne ya kehne se dil aur dimaag saaf ho jaate hai

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Poem
——-

Zindagi bhar nahi bhoolegi woh barsaat ki raat … maine jab pakda tha kambakht teri saas ka haath

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy, Weather
——-

Mohabbat ek tam-tam hai joh daudai nahi jaati … bhadak uthti hai apne aap hi, bhadkai nahi jaati

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Transportation
——-

Duniya mein kisi ko gaali dena shayad paap na hoga … lekin gareeb ko baar baar gareeb aur mohtaj ko baar baar mohtaj kehne se bada kukarma aur koi nahi hai

by Manmohan Krishna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Purani haddiyan badi mazboot hoti hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Mohabbat ko mile aasoon wahan se … sitare banke aate hai jahan se

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Agar aadmi ko galati karne ka adhikar hai … toh galati karke pachtane ka haq bhi hai

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Nagan khubsoorat hoti hai … par das bhi deti hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Saas kisi ki bhi ho … sab ek jaisi hoti hai

by Leena Chandavarkar
categorised in World & Universe
and also in Family, Drama
——-

Hum apne pote ka dada banenge … tabla, sarangi aur baja banenge

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Music, Comedy
——-

Khoob phulegi phalegi beti Harparsad ki … baap ne toh karke shaadi zindagi barbaad ki

by Om Prakash
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Shayari, Comedy
——-

Meri chaati par aakar toh saanp bhi rassi ban jaata hai

by Lalita Pawar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (genre: Drama) from 1970, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *