Famous Dialogues from Movie – Roop Tera Mastana (1972)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Roop Tera Mastana released in year 1972

Main bhi tumhari khoobsurati ki ek zamane se puja kar raha tha … tumhari surat apni umeedon ki tasveer se mila milake dekh raha tha

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Mere jaal mein aayi hui chidiya udh nahi sakti … kyun ki main uske par katar deta hoon

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Ab na ye haath chhodenge, na mooh modhenge, na dil todhenge

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jeene ke liye phool hi nahi chunne padte hai … balki kaante bhi hatane padte hai

by Mumtaz
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Drama
——-

Yeh Hindustani ladkiyon ka khaas andaz hota hai … yeh haan bhi na ki tarah karti hai … aur na haan ki tarah

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Women, Comedy
——-

Gham ka ilaaj gham se nahi … balki himmat se hota hai

by Mumtaz
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Courage, Inspiration
——-

Aashiq ko apni mehbooba ki sab adayein pasand hoti hai … aur mard ko apni biwi ki saadgi

by Jeetendra
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Roop Tera Mastana (genre: Romance) from 1972, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *