Famous Dialogues from Movie – Rang Rasiya (2014)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Rang Rasiya released in year 2014

Mera maanna hai ke jeevan ka udeshya hona chahiye kala sa sundar hona … aur agar aap kala ko bandhoge toh woh sab nasht ho jayega, joh jeevan mein sundar hai ya jiska koi arth hai … bandh ke reh jayenge hum sab

by Randeep Hooda
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Yeh Kamasutra ka desh hai … joh hum mein apne shareer ka, apni aatma ka, apni kamana ka, apni manavata ka utsav manana sikhata hai

by Randeep Hooda
categorised in World & Universe
and also in Drama, Festival
——-

Ek kalakaar kabhi bhi businessman nahi ban sakta … aur ek businessman kabhi kalakaar nahi ban sakta

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Dharam se zyada kuch bhi nahi bikta is duniya mein

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Maine unke sapnon ko dhuan hote dekha hai, waqt se pehle umar ko dhalte dekha hai, dukhte hue dard ko dekha hai … lekin kabhi himmat haarte nahi dekha

categorised in World & Universe
and also in Courage, Dreams, Sadness
——-

Tumhari chitron ki duniya mein jeene ke baad asli duniya bemaani lagti hai

categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Meri kala hi mera jeevan hai

by Randeep Hooda
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Naari beech saree hai, ki saree beech naari hai … naari hai ki saree hai, ki saree hai ki naari hai

categorised in World & Universe
and also in Women, Clothes & Shoes, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Rang Rasiya (genre: Drama) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *