Famous Dialogues from Movie – Raju Ban Gaya Gentleman (1992)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Raju Ban Gaya Gentleman released in year 1992

Shukriya toh gairon ka ada kiya jaata hai … apno ka nahi

by Amrita Singh
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Degree se sirf certificate milta hai … akal nahi

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Education
——-

Is Bambai shehar mein jhagda karne se sar phoote na phoote … lekin mohabbat karne se dil tootne ka guarantee

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy
——-

Agar main chota kaam karoonga na … toh chota hi ban kar reh jaonga

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Sachai aur imaandari ki buniyaad par jhoot aur fareb ka mahal bahut dino tak nahi tik sakta … woh gir jaata hai

by Juhi Chawla
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty, Drama
——-

Saatve asmaan ko choone ki koshish karte karte … yeh main pataal mein pahunch gaya hoon

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Phatte huye joote ke chedh se us paar dekhoge na, haqeeqat nazar aayegi … joota bada duniya choti nazar aayegi … kismat phatke haath mein aa jayegi

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Clothes & Shoes, Truth & Honesty
——-

Assi tussi piyange lassi

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Yeh duniya banane waala apni hi duniya mein aakar besahara ho gaya … tu kis khet ki mooli hai?

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Comedy
——-

Aaise naukri kaise milegi bhai … is ulti duniya ko sar ke bal khade hokar dekhoge toh seedhi nazar aayegi … apni arzi par wazan nahi rakha, hawa mein udh jayegi

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, World & Universe, Money
——-

Sadak pe tamasha karne waala aur dekhne waala … dono ka taqdeer kharab hai

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Sunday ke baad monday, rupaye ke char ande … khaye kisi aur ne dande, ab raj kar rahe hai mushtande

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Poem, Food & Drinks, Comedy
——-

Hindu ko namaskar nahi bolega, Musalman ko salaam nahi karega, Christian ko good morning nahi bolega … kyun ki apan yahan language ka lafda karne nahi aiyla

by Nana Patekar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God

In case there are some dialogues missed from the movie Raju Ban Gaya Gentleman (genre: Romance) from 1992, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *