Famous Dialogues from Movie – Raja Ki Aayegi Baraat (1997)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Raja Ki Aayegi Baraat released in year 1997

Insaan paison se nahi … parvarish se bada hota hai

by Saeed Jaffrey
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Money
——-

Sharaab aur juae ke narak se aadmi ko vapas laya ja sakta hai … lekin agar mard kisi doosri aurat ke pallu se band jaye … toh usse sindoor aur mangalsutra bhi vapas nahi la payenge

by Mohnish Behl
categorised in World & Universe
and also in Men, Food & Drinks, Gambling
——-

Is duniya mein haq kabhi maangne se nahi milta … cheenana padta hai

by Yunus Parvez
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan hi bane rehna … bhagwan banane ki koshish mat karna … varna woh aaisa mitta dega ki na tum jee sakoge, na hi mar sakoge

by Sulabha Deshpande
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Main Bharat sarkar ka sipahi hoon … jisse yeh haq diya gaya hai ki joh kanoon ki lakeer par paon rakhe … uske paon kaatkar phek doon

categorised in World & Universe
and also in Action, Law & Order, Patriotism
——-

Yeh sindoor bazar mein do paise mein zaroor milta hai … lekin jab kisi aurat ki maang mein bhar diya jaata hai … toh iski keemat bhagwan bhi nahi chuka sakta

by Rani Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Drama, Women, Religion & God
——-

Stri ko apne pati ka saaya bankar rehna chahiye … chahe sukh mein ho ya dukh mein

by Sulabha Deshpande
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Happiness, Sadness
——-

Mera kadh bhale hi paanch foot ka hai … lekin meri zubaan dus foot ki hai aur haath bees foot ka

by Rani Mukherjee
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism

In case there are some dialogues missed from the movie Raja Ki Aayegi Baraat (genre: Family, Crime, Drama, Romance) from 1997, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *