Famous Dialogues from Movie – Qila (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Qila released in year 1998

Najayaz hote hai woh log … joh najayaz kaam karte hai, najayaz baat karte hai, aur tumhari tarah najayaz sochte hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maa apni kokh se bachche janam toh de sakti hai … lekin usse apna naam nahi de sakti … baap ke naam ki mohar chahiye hoti hai usse zindagi ki har kadam pe

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Parents, Life, Drama
——-

Yeh khoon ke rishtey hai … insaan na inhe banata hai, na hi todh sakta hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Family, Drama
——-

Dhan daulat toh aag ki tarah hoti hai … insaan chahe toh usse ghar ka chula jala le … chahe toh uss ghar pe aag laga de

by Smita Jaykar
categorised in World & Universe
and also in House, Money, Drama
——-

Paida hue bachche par najayaz jayaz ki chaap nahi hoti … aulad sirf aulad hoti hai

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jhoot insaan ka zyada der tak saath nahi deta

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Qila (genre: Thriller) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *