Famous Dialogues from Movie – Pyaar Ka Punchnama 2 (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Pyaar Ka Punchnama 2 released in year 2015

Aadmi ka dimaag jeevan ka gyan sookne ke liye bana hai … lekin kuch chutiye isse auraton ka chutiyapa sookne ke liye istemaal karte hai

categorised in World & Universe
and also in Men, Women, Adult
——-

Ek relationship mein pade huye aadmi ka dimaag nichhodke agar aap dekhe … toh aapko balti bharke chutiyapa milega

categorised in World & Universe
and also in Men, Adult, Comedy
——-

Har ladki ki life mein ek umar aati hai jab usse realise hota hai ki ab uski life … ek driver, ek bodyguard, ek naukar aur ek ATM ke bina nahi chal sakti … aur ab ladki itna sab kuch toh afford kar sakti nahi na … toh ladkiyan dhoondti hai boyfriend

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Women, Life, Comedy
——-

Shaadi shuda aadmi hamesha office ke liye late kyun ho rahe hote hai … kyun ki joh time pe uthte hai woh baat karne mein late ho jaate hai … aur joh samajhdar hai woh uthte hi late hai … ki saala utho, tayaar ho aur bhaago

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Men, Job & Career, Time
——-

Bribe is an institution started by women … kyun ki inke pass joh dene ko rishvat hai woh kabhi khatam nahi hone waali … aur hum saale rishvatkhor apni maraaye jaa rahe hai … isse toh acha hai saala apne haath se hi shaadi karlo

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Adult, Women, Comedy
——-

Har ladki ka siyapa hai ki I love surprises … jab ki asal baat yeh hai ki women hate surprises … they just love the opportunity to pretend to be surprised

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Women, Comedy
——-

Aaisa kabhi nahi hoga ki tum do lakh kama rahe ho … aur woh maa baap ke pressure mein pachaas hazar waale se shaadi karle

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Money, Comedy, Parents
——-

Shaadi mein sabse important cheez kya hoti hai … maang bharna … aur aadmiyon ka toh kaam hi hai aurat ki har maang bharna

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Men, Women, Marriage & Wedding
——-

Tum meri maa ko manipulative bolo … koi tension nahi … maine tumhari maa ko zara sa touchy ka bol diya … itni touch ho jaati hai ki, by god hafton tak touch karne ko na mile

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Parents, Comedy
——-

Woh tumhare maa baap ke baare mein kuch bhi bol le … koi tension nahi … tum unke maa baap ke baare mein zara si ek line bol do … toh 3rd aur 4th world war dono ek saath ho jayenge

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Parents, War & Battle, Comedy
——-

Har aadmi ka fundamental right hai hugte hue sochna

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Men, Comedy
——-

Koi bhi baat tum inhe samjhao … majaal hai joh samajh aa jaaye … wohi baat inka ek best friend samjha de toh ek minute mein samajh aa jaati hai

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Friendship
——-

Abhe tu Titanic waali ko dekh le … chal maana ki lakdi pe ek aadmi ke fit hone ki jagah thi … toh pandra-pandra minute ki baari nahi le sakte the

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Time, Comedy
——-

Inka sabse bada chutiyapa yeh hai ki inhe sex ke baad bhi baat karni hai … meetha khane ke baad koi soup peeta hai kya?

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Adult, Food & Drinks, Comedy
——-

Sunday ko uthke phone tatol-tatolke aaise dekh raha hai baar baar … jaise Katrina Kaif nikalne waali hai phone se

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Love at first sight thoda faltu type concept hi lagta hai … but tumse ho sakta hai

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jab tum bata sakti ho ki main kya pehnu toh mera batana achanak se … yeh equality, liberty, individuality, freedom, sovereignty ka issue kaise ban jaata hai

by Kartik Tiwari
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Pyaar Ka Punchnama 2 (genre: Comedy) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *