Collection of some famous & popular dialogues from movie Prem Rog released in year 1982
Humne saanp ko doodh pilaya … par hum doodh pila sakte hai, toh uska sar bhi kuchal sakte hai
by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Food & Drinks, Drama
——-
Sabhi insaan ek jaise hi toh hote hai … wahi do haath, do paun, aankhen, kaan, chehra … sabke ek jaise hi toh hote hai … phir kyun koi ek, sirf ek aaisa hota hai … joh itna pyara lagne lagta hai … ke agar uski liye jaan bhi deni padhe … toh haste haste di ja sakti hai
by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-
Prem toh woh rog hai joh aasani se lagta nahi … aur jab lag jaata hai na … phir kabhi mitta nahi
by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-
Reet rivaaz insaan ki sahuliyat ke liye banaye jaate hai … insaan reet rivaazo ke liye nahi
by Rishi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
In case there are some dialogues missed from the movie Prem Rog (genre: Drama) from 1982, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.
Leave a Reply