Famous Dialogues from Movie – Prem Aggan (1998)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Prem Aggan released in year 1998

Aurat ke pyar ko kabhi seene mein itni jagah mat do … ke dil ke liye dhadakna mushkil ho jaye

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Women
——-

Taqdeer hi zindagi mein ek aaisi adalat hai … jis mein na kabhi sunwai hoti hai, na koi ilzaam saabit kiya jaata hai … bas faisle sunaye jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Life
——-

Sacha sipahi kabhi hisaab nahi lagata ki desh ne usse kya diya hai … woh hamesha yahi sochta hai ki usne apne pyare desh ke liye kya kiya hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Andha bhi maut ke ehsaas se ghabrata hai … tu toh aankhon ke hote hue khud hi maut ke mooh mein chala aaya

categorised in World & Universe
and also in Death, Action
——-

Jung aur mohabbat mein hamesha do kadam aage badate hai aur ek kadam peeche hatate hai … taaki hamesha ek kadam aage rahe

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Romance, Inspiration
——-

Is haramzade ko itni berehami aur bedardi se khatam karo … ki agla janam lene se pehle iski rooh … zindagi aur dharti ke naam se kaanp uthe

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Action, Life
——-

Daurate raho jisko ban jaati hai aadat woh … chahe woh ibaadat ho, chahe woh mohabbat ho

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

College ki zindagi hai badi rangeen … par isse sangeen banane waali sirf do hi cheezein hai … permission aur restriction … jinke baap ka naam hai discipline

categorised in World & Universe
and also in Life, Comedy
——-

Humko aata hi nahi maut se darna yaaron … hum toh toofan ko samajhte hai khilona yaaron

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Death, Weather
——-

Handsome aur beautiful mil jaye … toh samajho phool ko khushboo mil gayi aur khushboo ko phool

categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Romance
——-

Mera mooh chota hai, khopdi badi … is liye kam bolta hoon aur maarta zyada hoon

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Ladai ke maidan mein dushman kitna bhi khatarnak kyun na ho … zakhmi sipahi apni jung khud hi ladta hai

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Enemy
——-

Kaun kehta hai ki main nahi chakhi, kaun jhoothi kasam khata hai … mehkade se joh bach nikalta hai, teri aankhon mein doob jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Tumne ek hi raat mein ek awara ladki ki tarah … apne khandan ki izzat, gairat, sharm aur sharafat ko havas ki chakki mein pees dala

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Drama, Family, Truth & Honesty
——-

Kismat aur aurat ka koi bharosa nahi … jaane kab badal jaaye

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Women
——-

Main maut ke darr ko jeb mein rakhkar jeeti hoon … aur chahati hoon ki koi jeb kaat le taaki yeh darr bhi nikal jaye

categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Hamari mohabbat mein itni taqat zaroor hai ki maut ka chehra dekhkar … hum duniya ko apni dastaan sunane ke liye zinda rahenge

categorised in World & Universe
and also in Romance, Death
——-

Jab tak saanp ka sar na kuchal do … usse mara hua mat samajho

by Anupam Kher
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Haisiyat shakhsiyat se banti hai

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Raftaar aur pyar ki koi hadh nahi hoti

categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Sapne dekhna bhi zaroori hota hai … insaan ne chaand par kadam bad mein rakha tha … chaand par pahunchne ka sapna pehle dekha tha

categorised in World & Universe
and also in Dreams, Inspiration
——-

Mohabbat ko daulat aur rutbe ke tarazu mein nahi tola jata

by Raj Babbar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Money
——-

Zakhm gehra ho yah mamuli … ab toh har zakhm achcha lagne laga hai

by Fardeen Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab do jism milte hai toh jazbaat ki aag se … mohabbat ke sholay uthkar aasmaan ko chu lete hai

categorised in World & Universe
and also in Adult, Romance
——-

Mujhe woh haseen dard dedo jisse aaj ke baad main kisi doosre ke saath na baant sakun … aur mera yeh jism sirf tumhari amanat bankar reh jaye

categorised in World & Universe
and also in Romance, Adult
——-

Aurat ke inhi hoton ne lakhon ghar barbaad kiye hai … aabad kiye hai toh sirf veerane, maikhane, qaid khane aur pagal khane

by Satish Shah
categorised in World & Universe
and also in Women, House, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Prem Aggan (genre: Romance) from 1998, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *