Famous Dialogues from Movie – Pran Jaye Par Shaan Na Jaye (2003)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Pran Jaye Par Shaan Na Jaye released in year 2003

Tereko aaisi maut maroonga … ki tere marne ke baad tera janaza uthane waale khauf se kaanp jayenge

by Sachin Khedekar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Apni jaan ki salamati chahta hai toh bhaag nikal yahan se … varna tere tukde tukde karke cheel kauwon ko khila doonga

by Aman Verma
categorised in World & Universe
and also in Action, Animals & Birds, Life
——-

Gareebo ke paas waise bhi gawane ke liye kuch rehta toh nahi … magar koi uski izzat yah maryada ko lalkare … toh woh khoon ki aakhri boond tak ladega

by Rinke Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aasaan kishton par paise dene waale log … kal maut bhi aasaan kishton par denge

categorised in World & Universe
and also in Money, Death, Drama
——-

Common man hona aur jeena … koi short term course nahi hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Angrez log jab hamari shaadi dikhate hai toh usse bolte hai ‘Monsoon Wedding’ … aur jab Hindustani log shaadi dikhate hai toh usko bolte hai ‘Soon-Soon Wedding’ … iska matlab chat mangni pat wedding

by Vijay Raaz
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Pran Jaye Par Shaan Na Jaye (genre: Comedy) from 2003, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *